Ads 468x60px

Showing posts with label Eid Poetry. Show all posts
Showing posts with label Eid Poetry. Show all posts

Wednesday, 23 October 2013

Kal Shab Sabhi Ko Apna Chand Nazar AGya MaGar


Kal Shab Sabhi Ko Apna Chand Nazar AGya MaGar...

Hum Ko Humere Chand Ki Hasrat Abhi Bhi Hai

Tum sey milne ki dua labpe na aa jaye..

Tum sey milne ki dua lab
pe na aa jaye..

Chaand ko dekh k yon
aankh bachayi Hum ny...!

SuNOo...!!!MeRa Bhi Ek ChaaNd Hai...

SuNOo...!!!
MeRa Bhi Ek ChaaNd Hai...

MaIN JaB ChahOoN EiD
KaR LOoN…

Saturday, 19 October 2013

Dekha Eid ka Chand To Mangi ye Rab Se Dua,

Dekha Eid ka Chand To Mangi ye Rab Se Dua,

Dede Tera Saath Eid ka Tohfaa Samajh k.

Eid k Roz Bhi Majboor The Taqdeer Se Hum Full Ghazal.

Eid k Roz Bhi Majboor The Taqdeer Se Hum.

Ro paray Mil k Gale Aap ki Tasveer Se Hum.

Mera Jo Kuch Hai Tera Hai.
Tere liye Hi To Hai.

Tu Agr Jaan Bhi Mangay To Tujhe dete Hum.

Hum Ne Kia kia na kiya Pyar me o Mere Sanam.

Phir b Mehroom Rahe Teri Wafaon se Hum.

Teri yaadon Ne Shama Ban k jalaya Hai Mujhe.

Parwano ki Tarha is Aag me jalte Rahe Hum.

Tum Ne kaha Tha loat Aaon Ga Eid py.

Eid ka Din Hai Loat Aao.
Warna Mar jayen Ge Hum.

Is Eid Per Bhi Mil Na Sakay To Kia.

Is Eid Per Bhi Mil Na Sakay To Kia.

Jazbon Main Hon Khalos To Eidein Hazaar Hain.

Tum Aao To Hum Bhi EID karen.

Tum Aao To Hum Bhi EID karen.

Hasrat Hai Tumhari Deed karen.

Kuch Der To Dil ko Chain Mile.
Kuch Roz To Mann k Phool khilen.

Kehte Hain k EID ki Aamad Hai.
Hum log bhi kuch Taaeed karen.

Tum se ik ye Guzarish Hai.
Ye Apny Dil ki khwahish hai.

Ik bar Milo Ik Bar Milo Hr Bar ye hi Taakeed karen.

Maana k Hum Deewane Hain Sab Baaton Se Anjane Hain.

Jab Apne Bhi Begane hain,
Kiya Ghairon se Umeed krain.

Tum Aao To Hum Bhi Eid karen.

Muyassar Jin Ko Apnay Dostoon Ki Deed Hoti Hai.

Muyassar Jin Ko Apnay Dostoon Ki Deed Hoti Hai.

Jo Such Pocho Tu Dunya Main Unhi Ki 'EID' Hoti Hai.

Kitni Mushkilon Se Falak par Nazar Aata Hai.


Kitni Mushkilon Se Falak par Nazar Aata Hai.

Eid k Chand Ne Bhi Aandaaz Tumhare Seekhe.

Usy kehna K Lout Aao Eid Any wali hai

Usy kehna K Lout Aao Eid Any wali hai

Ek baar to Aa K mil jao Eid Any wali hai

Usey kehna K bin tere bohat Eiden Guzari hen

Is baar to milne Aa jaao Eid Any wali hai

Usy kehna judai se Muhabat kam nahi hoti

Ye dunya ko batla jaao k Eid Any wali hai.

Usy kehna K chahat ka Bharam na totne dena

Tm pal do pal hi Aa jao Eid Any wali hai.

Usy kehna K tanha he koi Eid K din Bi,

Ye tanhai mita jao Eid Any wali hai

DiL kisi Mahi.beAab ki sorat Ae Dost.

DiL kisi Mahi.beAab
ki sorat Ae Dost.

Teri furqat main Tarapta Raha Eid k Din.

Teri Qurbat ka Zanana Teri furqat ka Malal.

Kisi Soorat Bhi Bhulaya Na Giya Eid k Din,

Eid ka chand nazar aye ga jis dum mujko



Eid ka chand nazar aye ga jis dum mujko.

Main tere wasal ki ae dost dua mangon gi.

Main jo barson se hun tanhai k sahara mai maqeam.

Ub tere ahad-e-rafaqat ki ghata mangon gi.

Is Eid Per Buhat Socha


Thursday, 17 October 2013

KHAT ME LIKHA HY EID KAB HOGI



KHAT ME LIKHA HY EID KAB HOGI
HAM KO TAREKH LIKH K BHIJWAEN

CHON KE JHAGRA THA ES LIAY HAMNE
LIKH DIA AAP JAB BHI AA JAAEN

Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera



Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera.

Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera.


Ab Ke Baar Eid Per Mehndi Lagao To Mujhe Yaad Kerna,

""Ab Ke Baar Eid Per Mehndi Lagao To Mujhe Yaad Kerna,

"Jo Milne Jaao Apni Saheliyon Se To Mujhe Yaad Kerna,

"Jala k Ek Charag Eid Per Apni Chokhat Per Rakh Jana,

"Bujh Gaya Ager Hawa Se To Mujhe Yaad Kerna,

"Khol k Reshami Balon Ko Eid k Roz Jab Betho Gi Sub k Beech,

"Sanwary Ga Nahin Koi Baal Tab Mujhe Yaad Kerna,

"Likhna Naam Mehandi Se Apne Hathon Per Mera,


"Jab Mite Ga Nahi Tab Mujhe Yad Kerna,

"Bhool Bethi Ho Tum Duniya Dari Me Sab Kuch Arse Se,

"Lo A Gai Hai Phir Eid Ab Tum Mujhe Yaad Kerna....

Eid Mubarak

Ab k eid ka chaand jo dekha


sheher me jhashan-e-Eid bhaharan..
ujhre dil me dard hazaran...

Ab k Eid ye kaisi aai......
har so pheli hai tanhai...

na hi usne khat likha hai...
na hi hum ne nazam sunai...

gajre bhi na pehne usne....
na hi usne bal banaye...

Ab k eid ka chaand jo dekha ...
Hum ne bhi na hath uthaye ...

ab k beth k tanhai me na chahat k geet sune hain...
na us k jhore ki khatir hum ne koi phool chune hain..

na hi zikar chala hai us ka
na hi koi mehfil-e-yaraan

Aankhon me selaab hai kaisa.
Aansoo hain ya bad-o-baraan

eid pr wo na ghar se nikli
hum nikle to Aese nikle..
dard ki le kr sari talkhi.
Aankh se jaise Aansoo nikle.

eid k din bs lab se nikla kaisi ye dil soz ghari hai..
na yaroon se hath milaye..
na Masjid me eid parhi hai..

Wese to tha pyar porana..
par is din tajdeed the krte..
dekh k eik dojay ki soorat..
tab hum dono eid the krte..

ab to apna milna jaise ..
Sehraon me bad-o-baraan.

Kal Shab Sabhi Ko Apna Chand Nazar AGya MaGar


Kal Shab Sabhi Ko Apna Chand Nazar AGya MaGar...

Hum Ko Humere Chand Ki Hasrat Abhi Bhi Hai..

Tum sey milne ki dua labpe na aa jaye..

Tum sey milne ki dua lab
pe na aa jaye..

Chaand ko dekh k yon
aankh bachayi Hum ny...
 
Blogger Templates